santa ne facebook pr apna a/c banay aur apni wall pr likha- yaha susu krna mana hai..
santa- doctor 2 saal pehle mujhe bukhar tha..
    banta- to ab kya hua?
    santa- yaha se gujar raha tha to socha puch lu apne nahane ko mana kiya tha 
    ab naha lu?
santa- yaar aaj tak mera itna apman nhi hua.meri naye 
    padosan ne mujhe nahate hue dekh liye..
    banta- to tm kya chahte ho?
    santa- badla..
:: New Jokes on Santa banta ::
    
    banta- tm ladki dekh aye?
    santa- haan raang mai kali hai, kaan se kaam sunti hai.
    banta- jara english mai kaho?
    santa- English me bole to blackberry..
santa- mujhe tm bahut pasand ho.
    ladki- meri chappal ka size pata hai na?
    santa- lo kr lo baat dosti abhi hue nhi, farmayeshe suru..
banta- kya biwi se ladai khatam ho gayi?
    santa- haan wo ghutne tek kr mere pass aye thi.
    bata- ushne ghutne tek kr kya kaha?
    santa- yahi ki bed k niche se nikal aao, kuch nhi kahungi..
santa aur banta speed mai scooter se ja rahe the..
    traffic police- tm scooter itni speed mai kyu chala rahe ho,agr tmhara accident 
    ho jaye to?
    santa- tm hmare fikr maat karo bhagwan hmare sath hai..
    traffic police- phir to tripling la chalan katna padega..
santa- yaar mai prblm mai phas gaya hu?
    banta- wo kaise?
    santa- biwi makeup kare to kharch bardas nhi hota aur na kare to biwi bardas 
    nhi hoti..
banta- hm jo natak karenge ushme darsako ko kalpana krni 
    padegi ki pehla part garden mai dusara part saloon mai.
    santa- 3rd part mai hme kalpna krni padegi ki theater mai darsak hai..
banta- mera ghoda abhi to thik chalta hai pr kabhi langda 
    kr..
    doctor santa -aaj kaal wo kaise chal raha hai?
    banta- langda k.
    doctor santa- to meri maano jab wo thik chalne lage to baich dena ..
santa- ki patni maar gayi..
    dost ushko chup krane k baad- tujhe kuch chahiye?
    santa- jaldi laptop le aao.
    dost- kyu?
    santa- facebook pe status change kr k single krna hai.
:: New Jokes on Santa banta ::
    
    santa(airhostess se)- apka face meri biwi se milta hai.
    air hostess- ne jor se thappad santa k face pe mara.
    santa- kamal hai, adat bhi wahi hai..
santa roti ka ek tukda khud kha raha tha aur dusara murgi 
    ko khila raha tha..
    bant- ye kya kr rahe ho?
    santa- chicken k sath roti kha raha hu navratri chal raha hai na..
banta- ap apni biwi ko hero ka haar dene k bajaye koi 
    car gift mai kyu nhi de dete?
    santa- aise car kaha se le kr aaunga jo ho to nakti pr ho bilkul asli jaise?
banta- haar pati k liye patni ka hona jaruri kyu hai?
    santa- kyuki wo hr kaam k liye sakar ko dosi nhi thehra sakta..
santa- meri patni ka credit card chori ho gaya hai.
    banta- kya apne ishk bare mai bank ko inform kiya?
    santa- maine ishki jarurat nhi samjhi kyuki chor ushse utha credit nhi lega 
    jitna meri patni leti hai.
banta- hmare desh mai death rate kya hai?
    santa- 100%.
    banta- kaise?
    santa- jo paida hota hao wo maar hi jata hai..
    santa- thnda loge ya garam?
    guest- dono le aao..
    santa jeeto se- ek glass freezer se aur ek geezer se pani le aao..
santa- doctor mujhe aisa lagta hai jaise koi mere kaan 
    mai gunguna raha hai..
    doctor- aisa kab lagta hai?
    santa- jab mai kaan mai headphone laga kr gane sunta hu..
santa- apne ush ladki k liye cigaret aur sharab chod 
    di?
    banta- haan..
    santa- to ushse shaddi kyu nhi ki?
    banta- kyuki mai itna sudhar gaya tha ki ushse bhi achi ladki mil gayi..
santa police station aya aur bola - mujhe arrest kr lo, 
    maine apni patni k sirr pr danda mara hai.
    police- kya wo maar gayi?
    santa- nhi wo bach gaye,ab meri khair nhi..
santa- cricket khel kr aya.
    banta- kitna run banaye..
    santa- centure hone mai 99 runs baki the aur mai out ho gaya.
    banta- aree yaar! so close....

